Sunday 26 June 2016

Peer E Kamil Part 4

                              
Wasim na 3sri bar darwaza par dastak di , is bar andar sa Imama ki awaz sunaye di .

“ kon ha ?”



“ Imama ! main ho…. Darwaza kholo” . Waseem na darwaza sa apna hath hatata hova kha .Andar khamoshi chaaa gye .

Kuch diar bad darwaza ka lock Khulna ki awaz sunaye di.Waseem na darwaza ka handle ko ghuma kr darwaza khol dya .Imama bed ki tarf barhi.

“Tuma is waqt kya kam aan pra muj sa ?”

“ Aakhir tum na itni Jaldi darwaza kyo band kar lya tha , abi to 10 bja hain …. “ waseem kamra ma dakhil hota hova bola .

“Bas neend aa rahi thi mujy “ wo bed par beathh gye .Waseem is ka chehra dekh kar chonk gya .”
Tum roo rahi thi ? be-ikhtayar is ka mooh sa nikla . Imama ki ankhen lal our soji hoi thi our wo is sa nazraii churana ki koshish kar rahi thi.

“nahi… roo nahi rahi thi , bas sarr ma kuch dard ho raha tha “ Imama na muskrana ki koshish ki .
Waseem is ka pass beth-ta hova , is ka hath pakar kar, temperature check karna ki koshish ki .
“Kahi bukhar to nahi ha “ Is na kuch  tas-weesh bhara  andaz ma kha our phir hath chor dya “ Bukhar to nahi ha , tum koi tablet la lati.

“ Main la chuki ho “

“Acha tum soo gyo …. Main batiaa karna aaya tha ,magar ab is halat ma kya bataii karo ga tum sa “. Waseem na kadam bahir  ki tarf barhata hova kha .Imama na isa rokna ki koshish nahi ki .
Wo khud be uth  kar is ka pecha gye our waseem ka bahir nikalta ha is na darwaza phir sa lock kar lya . Is  na lait kr apna mohhh taqya ma chupa lya .

Our wo aik barr phir rooo rahi thi..

Continue…..  
 


No comments: