PEER E KAMIL
PART 1
Part 1 .....
DOWNLOAD PART 1
OR
read it .....
“ Meri zindgi ki sabbb sa bari khawa-eesh ( desire )?
“ Ball point honton ma dabaye wo soch ma parr gye phir aik lamba
sans lata hova be-basi sa muskaraye .
“ bohot mushkil ha is sawal ka jawab “
“ kyo mushkil ha “? Jaweria na is sa pocha .
“ Kyo ka meri
bohot si khawishat ( desire ) hain our harr khawaishh mera lya bohot aham (important ) ha
.is na sarr jhukata hova kha .
Dono zameen pr taik
lga kr bathein thi.
Fsc class ma aj in ka 8va din tha our is waqt dono apna free period ma aade-toriam ka pichla hisa ma aa ka baith gye thi . Lakin
mong-phali ka danoo ko aik aik kr ka
khata hova jaweria
na is sa pocha .
“ Tumhari indgi ki saab sa bari khawaishh kya ha Imama?.
Imama na usa harangi sa dacha our soch ma parr gye .
“ Pehla tum batayo , tmhari zindgi ki saab sa bari
khawaishhh kya ha ?” Imama na jawab dana ki bajaye us sa ulta sawal kr dya .
“ Pehla ma na pocha ha , tuma jawab dana chahye , Jaweria na
kha .
“Acha….. theak ha …..
mujy our sochna do “ . Imama na foran
harr manta hova kha : “ meri zindgi ki saab sa bari khawaishh “ wo rukii.. – “
aik khawaishh to ya ha ka meri zindgi
bohot lambi ho “. Is na kha .
Kyo …..?? Jaweria hansii.
“Bass 50 60 saal ki zindgi mjy bari choti lagti ha … kam sa
kam 100 saal to milna chahye insan ko is
dunya main…. Our phir itna sabb kuch karna chahti ho …. Agr jaldi marr gyo gi
to phir meri sari khwaishhhaa adhori
rahh gye gi .” Is n among-phali ka aik dana mohh ma dalta hova kha .
“ acha our … ? “ Jaweria na kha.
Our ya ka mulaq ki saab sa bari Doctor ban-na chahti ho …
sabb sa achi eye specialist . ma chahti hoon
jab Pakistan ma eye sargari ki
tareekh likhi gye to is ma mera naam top
off list ma ma ho “.
Is na assman ki tarf muskrat hova dakha .
“ acha agr tm doctor
na bann saki to …?” .
“ AISA mumkin (possible )
hi ni . ma itni mehnat krr
rahi ho ka merit parr harr surat aayo gi .our phir mera waldain (parents ) ka pass itna pasa ha ka maa agr yaha kisi
medical college ma na ja saki to ma mjy dosra mulaq baj da ga “.
“ phir b kisi agr kabi
aisa hoo ka tum doctor na bann sako to ….?”
“ hoo hi ni sakta ….
Ya meri zindgi ki saab sa bari khawaishh ha , ma is profession ka lya sbb kuch
chor sakti ho . ya mera khawab ha our khawabo ko bhala kasa choraya bhulaya ja
sakta ha .. impossible ….”
Imama na hath prr rakha hova doo danoo ma sa aik our dana
muhh ma dana .
“ Zindgi ma kuch ma na-mumkin nhi hota … kabi be kuch be hoo
sakta ha , faraz kro ka tm doctor nhi
bann patii to ….? Phir tum kya
kro gi ….? Kasa react kro gi ? “ Imama ab soch ma parr gye .
“pehla to ma bohot
roaoooo gii ….. bohot hi zayada …
kaye din … our phir ma marr gyo gi .”
Jaweria be-ikhtayar hansi “ our abi kuch dair pehla to
tum kahh rhi thi ka tm lambi zindgi chahti ho … our abi tum
kahh rahi ho ka tm marr gyo gi “
“ haan to phir zinda rahh kr kya kro gi . sara plans hi mera medical college ka hawala sa ha … our
ya chez zindgi sa nikal gye to phir baqi
rha ga kya ?”
“ yani tmhari aik bari khawaishh dosri bari khawaishh ko
khatam kr da gi ?“
“ tum kahh sakti ho …”
“ acha …. Agr tm doctor na bann saki to maroo gi kasa …
khud-khushi ya tibi moat ?” Jaweria na
bari dilchapsi sa pocha .
“ tebi moat hi maroo gi … khud-khushi to kr hi nhi sakti “ Imama
na larparvahi sa kha .
“our agrr tuma tebi moat na
aa na saki to … mera matlab ha jald na aye to phir tum to doctor na
ban-na ka bawajod be lambi zindgi guzaro gi “
“ nhi mjy pata ha ka agr ma doctor na bani to phir jaldi hi
mar gyo gi . mujy itna dukh ho ga ka ma to zinda hi nhi rahhh sakko gi “ wo
yakeen sa boli.
“tum jis qadar khush
mizaj ho , ma kabi yaqeen nhi karr sakti ka tum kabi itni dukhi ho sakti
ho ka roo roo kr marr gayo gi our wo be
sirf is lya ka tum doctor nhi bann saki , look funny , Jaweria na is dfa is ka
Mazak urana wala andaz ma kha .
“Tum abb meri bat choro , apni bat kro , tumhri zindgi ki ki sabb sa bari khawaish
kya ha …?” Imama na mozoo badalta hova kha .
“ rehna do ….”
“ kyo rehna do ….. batayo na ?”
“ tumha bura lga ga ?” jaweria na kuch hig-katata hova kha .
Imama na garden morr kr harani sa isa dakha . “ mujy kyo
bura lga ga ?”
Jaweria khamoshh rahi .
“ aise kya bat ha jo mjy buri laga gi . “ Imama na apna
sawaal duhraya ,
“Buri lga gi “ Jaweria na madham awaz ma kha .
“ aakhir tmhari zindgi ki saab sa bari khawaishh ka meri
zindgi sa kya taluq ha ka ma is parr
bura manoo gi “ . Imama na is bar daqra uljha andaz ma kha “. Kya tumhari ya
khawaishh to nhi ka ma doctor na bano ?
“ Imama ko achanak yad aaya .
Jaweria achanaq hans di … “ nahi ….. zindgi sirf doctor bann
jana sa kahi zayada ahmiyat ki hamil hoti ha “ is na kuch phalsafaina andaz ma
kha .
“ Pahaileya bujhana chor do our mujha batayo “ Imama na kha
.
“ Ma wada karti ho , ma buran hi mano gi “ Imama na apna hath
us ki tarf barhata hova kha .
“ Wada karna ka bawajod meri bat sun-na parr tum buri tarha
naraz ho gi . Behtar ha hum kuch our bat
kra “ Jaweria na kha .
“ Acha ma andaza
lagati ho , tumhari is khawaishh ka
taluq mera lya kisi bohot aham chez sa ha ….. right …? “ Imama na kuch sochta
hova kha , jaweria na sarr hilaya .
“ Ab sawal ya paida hota ha ka mera kon si chez itni aham ho
sakti ha ka maa….. “ wo bat karta karta
ruk gye .
“ MAGR jab tak ma
tumahri khawaishh ki naviyat nhi jan
lati , ma kuch andaza nhi kar sakti . Bta do jaweria ,,,,,, please ,,,, Ab to
muja bohot zayada tahusasa paida ho rha ha , is na minat
ki.
Wo kuch dair sochti rhi , Imama ghor sa is ka chehra dakhti
rahi , kuch dair khamoshi ka bawajod
jaweria na sarr utha krrr Imama ko dakha ,
“ mera profession ka ilawa meri zindgi ma filhal jin chezo
ki ahmiyat ha wo sirf aik hi ha our agr
tum is hawala sa kuch kahna chahti ho too kho
ma bura nhi mano gi “ Imama na sanjadgi sa kha .
Jaweria na daqra chonk kr usa dakha , wo apna hath ma mojod
aik anghothi ko dakh rahi thi .
“ Meri zindgi ki saab sa bari khawaishh ya ha ka tm ….. “
Jaweria na isa apni khawaishh bataye .
Imama na chehra safaid parr gya , wo sochked thi ya heran
zada …. Jaweria andaza nhi kar sakti thi , magr is ka chehra ka tasarat ya
zaroor bta rha tha ka jaweria ka mohh sa nikalna wala jumla is ka harr andaza
ka bar-akas tha “.
“ Ma na tum sa kha tha ka tum bura mano gi “. Jaweria na
jasa safaiaa pash karna ki koshish ki magr Imama kuch kaha bagair isa dakhti
rahi “..
Continue………
No comments:
Post a Comment