Saturday, 2 July 2016

14 year old Pakistani Makes its Place in Google Hall of Fame

Aik 14 saal ka Pakistani bacha na Security Research ki field ma apna naam bana lya our tecnology ki dunya ki famous Company usa daad dana par majboor ho gye our usa Google Hall of Fame ma shamil kar lya .




Muhammad Shehzad na Google ki different Applications ma kayee ghaltiyo our faults ko na sirf nikala balka unha dorr be kya .Muhammad Shehzad dakhna ma to kam-umer ha magar aik acha hacker ha jis ma apni hacking abilities ko galat kamo ma lagana ki bajaye acha kamo ma lga kar Google hall of Fame ma jagha bana li .

Report ka mutabiq aik dafa Shehzad ka father ka email  account hack kar lya gya tha , yahi sa is na apna hacking ka safar ko shoro kya our phir picha murr kar  nahi dakha. Wo harr waqt different applications ma  ghaltiaa dhondhta rehta .   

Shehzad na 2 saal pehla  Google ka Android 4.4 ma aik ghalti nikali jis ki  vja sa is ka screen lock tora ja sakta tha . Is ka bad is na our be kafi applications ma ghaltiaa company ko bataye our in galtiiooo ma sa bohot si ko us na khud hi door kya .

No comments: