Saturday, 2 July 2016

Russia moved a large army toward Border (Urdu/hindi)

Nato ki tarf sa Border parr Amry Jama karna our pori tayari ka sath Jangi ( war) exercises karna ka result samna aa gya . News Daily Mail ka mutaboq Russia na be apni army border par jama karna shoro kar di.







Russian Defence Minister na apna aik bayan ma kha ha ka russia ka border par NATO ki army  double saa be zayada ho gye ha . Unho na kha kha russia harr khatra ( thread ) ko  khatam karna ka lya action la ga .

Russian Sadar ki tarf sa Magrib ko pehla hi ya warning di ja chuki ha ka Dunya aik our Jang ki tarf barhhh rahi ha .Jabka Canada ki Intelligence Agency ya report da chuki ha ka Russia Jang ( War ) ki tayari kar raha ha .

American Defence ka zarayeee pehla  hi ya kahh chuka ha ka 2017 ma dunya ko aik our Jang ka samna karna parr sakta ha our Russia ki Army ka samna NATO ki pori foj be 3 din tk muqabla nahi kar saka gi.

No comments: