Saturday 2 July 2016

Peer E Kamil Part 8

Ya new year night  thi , naya saal  shoro hona ma 3 minute baqi tha .10 larko ka aik group jis ma 14 15 saal ka larka shamil tha jo  pichla 2 ghantoo sa shehar (city)   ma motorcycle par apna apna motorcycle  par  kartab (stunt )  dikhana  ma masroof tha .



Wo apni bikes par different sarko (road ) ka chakar laga raha tha  , in ka pass fire cracker mojod tha.jinha  wo thori thori bad chala raha tha.

Pura 12 bja wo aik gym khana ka bahir mojod tha , jha par parking ka area bhar chukka tha. Ya gariya (cars) un logo ki thi jo new year ka sil-sala ma hona wali aik party ma aye hova tha .In larko ka pass be is party ka card tha kyo ka in ka waldain( parents ) be is gym khana ka members tha .

Wo larkaaa andar poncho ta 11 baj kar 55 minute hova tha , Thori dair bad dance floor our baqi tamam jagho ki lights band ho jani thi our is ka bad bahir lawn ma aatish-bazi  ka sath naya saal shoro hona par lights on honi thi  .our is ka bad waha sari rat dance ka sath sharab pee jati . Jis ka intazam jgm khana ka log naye saal ka moqa par khass torr par karta .
Lights on hota hi waha batmezi ka toofann shoro ho jata  our waha aye hova log isi tofaan-a batmezi ka  lye aye tha .

15 saal ka wo larka baqi larko ka sath dance floor par rock beat par dance kar raha tha , our wo bohot kamal ka dance kar raha tha .
12 bajna ma 10 second rahh jana parr lights off kar di gye our theak 12 bja lights yak-dam on kar di gye .

Andhaira ( light off hona ka bad ) ma seconds counts karna walo ki aawaziaa ab shoor our cheekhoo ma badal gye thi , thori dair pehla band kya jana wala music aik bar phir bajaya jana  laga .wo larka ab apna dosto ka sath bahir parking ma aa gya jaha bohot sa larka apni apni gariyoo ka horn baja raha .
In hi larkoo  ka sath bear ka cann pakra wo  wha mojod aik gari ki chaattt par charr gye .
Is lark na aik  gari ka chat parr khara khara apni jaib sa beer ka aik bhara hova cannn nikala our pori taqat sa samna khari car ki window screen par da mara .


Aik dhamaka ka sath car ki window screen toot gye  our wo larka sakoon sa apna dosra hath ma pakra hova can peta  raha.

continue....

No comments: